ssc 2015 je ka form kaise bhara jaiye apko abhi batate hain sabse pehle ssc ki website kholiye bus typer kare ssconline.nic.in ab examination per jaiye part 1 per click kare pehle last date check kar lijiye uske baad click here sabse pehle apna center chune jo bhi apke nearest ho name main jo bhi apka naam hai
uske baad father name mother name jo bhi aka 10th ki marksheet main hai date of bith gender male/female category sc/general/obc handicaped ki liye yes kar diye agar koi handicaped hai to exserviceman agar hai to yes kar dijiye nahi to no sc/st women ke liye koi fees nahi hai general ke liye 100 rs ka chalan hai adress bhar dijiye jo bhi apka hai yahan per pincode or email id jaroor likhe
mobile no likhene ki koi jarurat nahi hai uske baad continue per click kar dijiye uske baad apko preference bharni hogi apni branch choose kar li civil mechanical ya electrical apni pasand ke hisab se bhar di civil wale apni job pehle bhare qualification detail bhar de jo bhi apki brach hai vo choose kar le continue per click ker de ab apne form ki sabhi detail ache se check kar lain
jo bhi apko image main dikhe use bhar de or i agree per click kar de se sabse important chij hai kai bar hum ismain galti kar dete hai registrarion id to mouse ke sath copy kare or next part 2 bharne ki liye open link in new tab per click kare or ise close na kare ye sabse acha tarika hai .abhi kal hi mere pass comment aya tha ki mera login nahi ho raha to aise galti nahi kare photo or sign upload karte hue ek chij ka dhyar rakhe
ki phto ka size 12kb se kam hona chahiye main iska aapko sabse asan tarika bata deta hoon koi photohop ki jaroorat nahi hai apne photo per right cllck kare or open with paint kare select kare or right click ke sath copy karen uske baad ctrl+n click kare new paint ka page open hoga ctrl +v se paste karen ab resize main jaye pixel per click kare or ye aspect ratio ko unclick kare
naye value daal denge 100x120 px ab file main jaiye or save as jpeg file kare isi tarah hi sign ko resize karen
@
0 komentar:
Posting Komentar - Kembali ke Konten